Sunday, 21 June 2015

Nazar chahti hai didaar...

Nazar chahti hai didaar karna,
dil chahta hai pyaar karna,
kya batayein is dil ka aalam,
naseeb mein likha hai intezar karna…

0 comments:

Post a Comment